Layyah, Pakistan
Assalam-o-Alaikum. Mera naam Ahmed Ali hai. Main Pakistan se hoon. Main ek mehnati aur imandaar insaan hoon. Main nikah ke liye serious hoon aur aisi shareef, padhi-likhi, deendar aur samajhdar larki ki talash mein hoon jo mohabbat, izzat aur wafadari ke sath zindagi guzarna chahe. Allah ki raza ke liye ek khushhaal ghar basana chahta hoon.
Want to know more about this profile?
Contact Our Team